
sc: imkhanfurqan | 🇮🇳 | Ig: iamkhanfurqan
518 posts
Heyitsfurqan - Furqan Khan - Tumblr Blog


Zamane bhar k jaghde, ghar k kisse, kaam ki baatien,
Balaa har ek tal jaaye agar tum milne aajaao.
Gulzar
reblog if you’d like one of these in your inbox
- ask me things you want to know about me
- why you follow me
- what’s on your mind/what you’re thinking about
- a compliment
- make me choose between two things
- ask for advice
- tell me a secret
- things you associate me with
- anything!!!!
کچھ لوگوں سے صرف خوابوں، خیالوں، اور دعاؤں کا رشتہ ہوتا ہے۔
kuch logoon se sirf khwaboon, khayaloon, aur duaon ka rishta hota hai.

Oh Allah, grant me something more beautiful than I wished for, more than I expected, and better than what I prayed for.
Virtual flowers for spamming my blog 🤍🌷

Thank you 🙌🏻🙌🏻💙🤍💙

Hairat hai ki hum log bhi thukraye huwe hain,
Hum jaisey to seeney se laganey ke liye they,
Bad-Qismati ko ye bhi gavara na ho saka,
Ham jis pe mar mite vo hamara na ho saka.
Shakeb Jalali


Toote Makaan Ik Bar Gir Kar Waise Bante Kahan Hai,



Roz taaron ko numaaish mein khalal padta hai,
Chand pagal hai andhere mein nikal padta hai.
Rahat Indori

Tum jaante ho mujhe kya pasand hai?
Barasti barish.
Samundar ki lehrain.
Phoolon ki khushboo.
Chaandni raatain.
Achhi shayari.
Aur sab se zyada.
Is tehreer ka pehla lafz.
تم جانتے ہو مجھے کیا پسند ہے؟
برستی بارش۔
سمندر کی لہریں۔
پھولوں کی خوشبو۔
چاندنی راتیں۔
اچھی شاعری۔
اور سب سے زیادہ۔
اس تحریر کا پہلا لفظ.



Aap pehlu mein jo baithein to sambhal kar baithein
Dil-e-betaab ko aadat hai machal jaane ki
Jaleel Manikpuri
The Prophet Muhammad ﷺ said:
- Never sit with the dead people!
The companions of the Prophet asked:
O Messenger of Allah! Who are the dead people?
The Prophet ﷺ replied:
- The dead are those who are lost in this world.
If one mingles with the heedless people who are the dead of this world, one drinks a deadly poison without being aware of it. The spiritual consequence of this influence is to deaden the heart.
Jaan insan ki lene Walon mein,
Ek hai maut dusra hai ishq.
MEER MEHDI MAJROOH
Log deewane hain banawat ke,
hum jaein kahan iss saadgi ke sahare?
Anonymously tell me how you feel about me. I can't reply, I just have to read it and post it.
Please?!?!?!? Pspspspsp anons🍭
Yeh Chaman-zar yeh Jamuna ka kinara yeh Mahal,
yeh Munaqqash dar-o-divar yeh Mehrab yeh Taaq,
Ek shahenshah ne daulat ka sahara le kar,
Ham gharibon ki mohabbat ka udaya hai mazaq.
SAHIR LUDHIANVI



The people of Paradise will have all that they desire. One step into Jannah and they will remember no pain.They will say they never suffered , they will say they never cried 🇵🇸❤️🩹






October Dump 2023🤍
Mujh ko maloom hai mahbub-parasti ka azab,
Der se chaand nikalna bhi galat lagta hai.
Ahamad Kamal Parwazi
وہ کون تھا جو دن کے اجالے میں کھو گیا،
یہ چاند کس کو ڈھونڈنے نکلا ہے شام سے۔


Wo kon tha jo din ke ujale mein kho gaya,
Yeh chand kis ko dhundhne nikla hai shaam se.


( Caught ya, baby! )


'Tis like a sacred boon... to add a sparkle in my eyes with the reflection of a crescent moon.
//misty-moonflower//

“O Allah, help and protect the people of Palestine.
O Allah, ease their pain and suffering.
O Allah, bestower of Mercy, bestow your mercy on them.”
AMIN 🤲🏽

🕊️🇵🇸
ilaaj apna karate phir rahe ho jaaane kis kis se,
Mohabbat kar ke dekho na mohabbat kyn nahi karte,
Tumhare dil pe apna naam likkha ham ne dekha hai,
Hamari cheez phir ham ko inayat kyn nahi karte.
Farhat Ehsaas
