Shayari - Tumblr Posts

2 years ago

In deewano ki mohabbat se door raho bhole ke nashe mai choor raho-Translation-stay away from the love of these men,be intoxicated in Shiva's name

image

Tags :
10 months ago

مانا کہ ہم ادب سے بات نہیں کرتے

پر یہ مانو کہ مطلب سے بات نہیں کرتے

یہ نرم لہجہ پیاری باتیں تیرے لئے ہیں....

ہم اس لہجہ میں سب سے بات نہیں کرتے

Mana ke hum adab se baat nahi karte..

Par ye mano ke matlab se baat nahi karte..

Ye narm lehja pyari baatein tere liye hain....

Hum iss lehje mein sabse baat nahi karte ..


Tags :
10 months ago

وہ میری روح کی چادر میں ایسا چھپ گیا ہے

کہ اگر وہ نکلے تو روح نکلے، روح نکلے تو وہ نکلے ~

Woh meri rooh ki chaadar mai aisa chhup gaya hai

K agar woh nikle tou rooh nikle, rooh nikle tou woh nikle ~

*Credits go to rightful owners


Tags :
10 months ago

یہ کس طرح یاد آ رہے ہو، یہ خواب کیسا دکھا رہے ہو

کہ جیسے سچ مچ نگاہ کے سامنے کھڑے مسکرا رہے ہو ~

Yeh kis tarah yaad aa rhe ho, yeh khwaab kesa dikha rhe ho

K jaise sach much nigah k samne khare muskura rhe ho ~

*Credits go to rightful owners


Tags :
5 years ago
Jee _ Turn On Post Notification . . #urdu_poetry #urduliterature #urdu#urdupoetry #urdushayari #urduadab#urdulovers

Jee💯💯💯 _ Turn on post notification 🔔 . . #urdu_poetry #urduliterature #urdu#urdupoetry #urdushayari #urduadab#urdulovers #poetry #urduposts#urduquotes #urdulines #urduzone#urdupoetrylovers #shayari #urdushairi#urduquote #instaurdu #urduzaban#urdupost #quotes #love#poetrycommunity #urdu_quote#promoteurdu #urdu1 #اردو_ادب #اردو#quoteoftheday #lucknow #bisatedill https://www.instagram.com/p/B5iAoMPhYAB/?igshid=1aqcjcd14m6ju


Tags :
10 months ago

And Allama Iqbal said,

گرتے ہی سجدوں میں ہم اپنی حسرتوں کی خاطر اقبال،

اگر گرتے سرف عشق خدا میں تو کوئی حسرت ادھوری نہ رہتی~

Girte h sajdon mein hum apni hasraton ki khatir Iqbal,

Agar girte sirf Ishq-e-khuda mein toh koi hasrat adhuri na rehti.

When Mirza Ghalib said,

Ummeedein insaan se lagakar, shikhwa Khuda se karte ho

Tum bhi Ghalib kamaal karte ho

When Mirza Ghalib Said,
When Mirza Ghalib Said,

اُمیدیں انسان سے لگاکر، شکھوا خدا سے کرتے ہو

تم بھی غالب کمال کرتے ہو۔


Tags :
10 months ago

میںپڑھتا ہوں کتابیں ،وہ شاید پڑھتا ہو انسان ۔۔

"Mein padhti hu kitaabein, vo shayad padhta ho insaan"


Tags :
10 months ago

یہ جو گزر رہا ہے، وو وقت نہیں، زندگی ہے۔

Yeh jo guzar rha h, vo waqt nahi, zindagi h


Tags :
10 months ago

تم ہو یاد ہم، پر تمھے آئے یاد نہیں ہم~

Tum ho yaad hume, par tumhe aye yaad nahi hum.


Tags :
9 months ago

They said

It hurts that it's so hard to decide whether to let go or be patient with them.

But Mirza Ghalib said,

Udney de inn parindon ko azaad fiza mein ghalib,

Jo tere apne honge vo laut aayenge kisi roz.


Tags :
9 months ago

کچھی عمر کے زخم, ہمیشا سب پکے دے جاتے ہیں۔

Ye Kacchi umar ke zakham, humesha sabak pakke de jaate hain


Tags :
4 years ago

- " Har Shakhs Hai Khuda Banne Me Masroof..

Aur Ye Tamasha Bhi Khuda Dekh Raha Hai 🥀


Tags :
4 years ago

Kaisi Hoozuri Ji Ye Lab Dikhlawe..

Chuppi Laga Ke Bhi Gazab Hai Ye Dhaye..


Tags :
4 years ago

Wo Khwab Me Jiya Karte Hai..

Haqeekat Kya Samjhenge,

Ishq Bazaar Hai Unke Liye..

Jeegar Ki Keemat Kya Samjhenge.


Tags :
4 years ago

Kabhi Likhoge Toh Aadha Mat Likhna..

Aur Ishq Sachcha Tha Mera,Iss Se Zyada Mat Likhna.


Tags :
4 years ago

Ye Jo Rishte Me Aai Hai Wahi Khaar Hun Me,

Tumne Pehchana? Tumhari Jaan Hun Me..

Khwahish Thi Ki Wo Mera Matha Choome,

Maine Jhooth Keh Diya Ki Beemar Hun Me..


Tags :